Saturday, August 13, 2011

Kyaa Prakash Jha aur Amitabh ka wo dawa karana ki humen aarakshan par bahas karni chaahiye. Bahas hai hi kahan, film mein to Brhamin, Khatriyon and Baniyon ki Mhabharath nazar aati hai. Dalit, Adiwaasi aur pichhare wahan bhi unke gulaam aur dabe hue hi nazar aate hai. Deshe ke Bahujan ka achaa mazaak udayaa hai. Is se ghatiyaa jatiwaad ki punar sthapnaa karne waali film Hindi cinema ke itihaas main aaj tak nahi hui.

No comments:

Post a Comment