Thursday, August 25, 2011

Hazare jaise Ek saatvi paas driver ko desh ki uchhatam nyaaya vyavasthata, rajnaitik vyavasthata evam karya-palika ke upar bithane ka kaam kewal Hindustan (not Bharat) mein hi ho sakta hai, aur duniya ki sabse moorakh, jad evam agyaanpoorn Hindustani Media (choron ke chaukadi) hi aisaa ghatiya kaam kar sakti hai. Ye rashtra droh hai, media ka moorkh-bano-paisa-kamo-tantra hai koi prajatantra nahin.

No comments:

Post a Comment