Saturday, August 13, 2011

Jha ke dimaag main jaatiwaaditaa itni jyaadyaa ghusi hai ki use samajh hi hain ayaa ki is Dalit character ka kare kya? Kyonki wo to sirf prachaar ke liye rakhaa hai. Dailt, Adiwasi aur Pichharon ki samaj me kamzor sthiti ko dekhte hue Jha mein itni himmat to aa gayee ki unkaa mazaak banwaa kar paise kamayaa jaye, pas is bevkoof ne ye bhi samjha ki is se desh ki akhanadtaa ko kitnaa nuksaan hoga?

No comments:

Post a Comment