Jab-jab Daliton pichharon par atyachaar hota hai to kya koi Suwarnon ko kehtaa hai ke wo Bhartiya nahin, desh-drohi hai, desh todtae hai. Par jab bhi is desh mei pichharaa warg anyaay ke khilaaf awaaz uthaata hai to us par deshdrohi hone ki wakaalat ki jaati hai. Aise desh nahin chalegaa. Pehle theek se desh mein nyaayik aur samajik vyavasthaa sthaapit karni hogi tabhi Bharat banega jo abhi tak nahin hai. Jai Bhim!
No comments:
Post a Comment